Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Ab to mera dil, jaage na sota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Ab to mera dil, jaage na sota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahi hai kya pyaas hai
Kya nasha is pyar ka
Mujhpe sanam chhane laga
Koi na jaane kyun chain khota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya rang laayee meri dua
Ye ishq jaane kaise hua
Bechainiyon mein chain
Na jaane kyoon aane laga
Tanhaayee me dil, yaaden sanjota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tumane na jaane kya sapne dikhaaye
Ab to mera dil, jaage na sota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye
2006-12-11
06:54:47
·
9 answers
·
asked by
Anonymous
in
Society & Culture
➔ Languages