English Deutsch Français Italiano Español Português 繁體中文 Bahasa Indonesia Tiếng Việt ภาษาไทย
All categories

(1) i cant afford 2 buy a colour tv right now but i ll be lookin 2 buy one next month ...
(2)taj mahal is situated in india..
(3)the corrency used in india is rupee..
(4)my book got lost last week and i still havent found it
(5)wht gift do u want 4 ur birthday this yr?
thanx 4 ur time...

2006-12-08 23:40:13 · 6 answers · asked by amazed !!! 4 in Society & Culture Languages

6 answers

I wonder why you couldn't translate such simple sentences yourself... We Indians really need to give our national language its due respect..

(1) is samay main ek rangeen doordarshan kharidne ke liye saksham nahi hoon parantu agle mahine ek kharidne ka sochunga/gi.

(2)taj mahal Bharat mein sthaapit hain.

(3) 'Rupiya' Bharat mein upyog ki jaane waali mudra hain.

(4) Meri pustak pichhle mahine kho gayi thi aur mujhe abhi tak nahi mili hain.

(5) Is varsh apni varshganth par tumhe kaunsa uphar chahiye?

2006-12-09 00:07:39 · answer #1 · answered by Riddhi 2 · 0 0

(1) mere pass abhi itne paise nahi hai ke main color TV kharid saku lekin agle mahine mein dekhunga.
(2)taj mahal bharat mein hai
(3)bharat mein chavani, rupiya mein hota hai
(4)meri kitab pichale hafte kho gayi hai aur abhi tak nahi mili
(5)iss saal tumhe apne janam din par kya tohfa chaiye?

2006-12-09 01:36:14 · answer #2 · answered by nutan_nutty 2 · 0 0

abhi toh mere pass colour tv kharedne ke paasey nahi hai par main shayed agley mahine karedunga
2]taj mahal hindustan main hai
3] hindustan main rupeye ki keemat hai
4]mere kitab ghoom gayi hai aur abhi tak nai mili
5]tujhe is saal tere janamdin par kya cahiye

2006-12-09 00:10:20 · answer #3 · answered by san42 3 · 0 0

1. Mere pass jo paisa hai, us se mein iss maheene rankeen tv nahim kharid paunga. Lekin agle maheene khareedne ka vichar (khyal) hei.

2.Tajmahal bharat mein sthit hei.

4. Meri pustak gat saptah (pichhle hafte) kho gai thi aur abhi tak nahim mili.

5. Aapko iss saal (iss varsh) apne janmadin par kya upahar chahiye?

2006-12-09 00:11:48 · answer #4 · answered by johnsusan_99 5 · 0 0

(1) Main bhikhari putra abhi Rangeen Durdarshan to kya apni chaddi bhi nahi khareed sakta ! Agle mahine bheekh ikatthi ho gayi toh kharidunga !
(2) TazMahal bharat ke paagalkhane wale shahar me hai !
(3) Rupeeya hi india me sabh khareed sakta hai !
(4) Meri kitaab gay kha gayi ! Achcha bahana hai nahi padne ka !
(5) Tumhare janmdin ke liye tumhe is saal kya chahiye ? Wahi jo pichchle saal diya tha ? Thappad ?
Just kiddin'

2006-12-08 23:57:28 · answer #5 · answered by Anonymous · 1 1

2-taj mehal india mein hai.
4-ek hafte pehle meri kitaab kho/gum ho gayi thi mein use abhi tak doond nahi paya

2006-12-08 23:57:35 · answer #6 · answered by Anonymous · 0 0

fedest.com, questions and answers