English Deutsch Français Italiano Español Português 繁體中文 Bahasa Indonesia Tiếng Việt ภาษาไทย
All categories

Tamil NAdu the land of temples has a rich culture.Tamil Nadu jewlel of the south is a tourist destination in India.

2006-08-12 22:44:28 · 17 answers · asked by Dark angel 1 in Society & Culture Languages

17 answers

would you like a slushi today with your fill up.

2006-08-12 22:48:33 · answer #1 · answered by Anonymous · 0 1

Tamil Nadu mandiron ki dharti hai or uska bahut hi bada sbhyata hai. Tamil Nadu dakshin ka ratn hai or bharat mein sailaniyon ka kendra hai..

2006-08-12 22:52:58 · answer #2 · answered by pareekamit2002 1 · 1 0

Tamilnadu ko, jo ki mandiron ki bhoomi hai, bahoot hi uccha shreni ke sanskruti ki den hai. Tamilnadu jo Dakshin ka Hira (jawaharat) kahalata hai, Bharat me paryatakon ka ek gantavya sthan hai.

2006-08-12 23:18:37 · answer #3 · answered by IPrakash 1 · 1 0

Tamil nadu jo ki mandiro ka rajya hai....yeh rajya apne sanskriti k liye bhi bahut prassid hai.Tamil nadu dakshin bharath ka ratan hai....aur yahan adiktar paryatak ghoomne evam phirne aate hai....hey buddy....learn hindi...

2006-08-12 23:08:09 · answer #4 · answered by Anitha S 2 · 0 0

TAMIL NADU mandiro ka shahar mana jaata hai. is jagah ki sanskriti maaniniye hai. TAMIL NADU dakshin bharat ka aabhushan bhi maana jaata hai. yaha bahot se paryetak aate hai aur ye bahot achha brahman sthal hai.

2006-08-12 22:55:13 · answer #5 · answered by googly 3 · 1 0

tamil nadu mandiro ki bhoomi hai thath ek sanskritik dharohar hai . tamilmadu dakshin bharat ka kohinoor bharat ka praytan stahal hai .

2006-08-12 23:44:49 · answer #6 · answered by pradeep D 1 · 0 0

tamil nadu jise mandiron ka sthal kaha jaata hai, uski sanskriti vishal hai. tamil nadu jo dakshin bharat ka kohinoor hai veh bahut sundar paryatak sthal hai

2006-08-12 23:12:28 · answer #7 · answered by Anonymous · 0 0

tamil nadu, ek mandiron ka thal, sanskriti se bharpoor hai.
तामिल नाडू, एक मंदिरों का थल, संस्कृति से भरपूर है।

dakshin ka bhoshan, tamil nadu, paryatakon ke liye ek nidrisht sthaan hai.
दक्षिण का भूषण, तामिल नाडू, पर्यटकों के लिये एक निद्रिष्ट स्थान है।

2006-08-12 23:03:13 · answer #8 · answered by aditya_tx 2 · 2 0

tamil naad,madiron ki bhoomi ki apni adbudh,aviral sanskriti hai.yeh bharat ka ek paryatan sthal hai jise dakshin bharat ka moti bhi kaha jata hai...

2006-08-15 21:01:54 · answer #9 · answered by Anonymous · 0 0

tamil nadu mein bhahot mandir hain. isko dakshin bharat ka kohinoor bhi mana jata hain aur yaha bahot paryatak ate bhi hain!

2006-08-12 22:49:49 · answer #10 · answered by pavan m 2 · 1 0

tamil nadu mein bhahot mandir hain. isko dakshin bharat ka kohinoor bhi mana jata hain aur yaha bahot paryatak ate bhi hain!

2006-08-12 22:48:41 · answer #11 · answered by Anonymous · 2 0

fedest.com, questions and answers