Right here Right Now
Just scroll down
Amitabh Bachchan :------
Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?" -Amar Akbar Anthony
"Yeh koylei ki khaan ek azgar hai seth sahaab, jo roz , unginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jissm se khoon ka ek-ek katra choosk ar, ek lash ke roop mein ugall deta hai." -Kaala Paththar
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kouon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi
"Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon." -Trishul
"Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar." -Trishul
"Jigar ka dard upar se kahin maloom hota hai (?), Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai." -Sharabi
"Muchain hon to Nathulal jaise hon, warna na hon." -Sharabi
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kuon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi
"Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah, haqeeqat ki chattanon se takra kar toot jaate hain." -Deewar
"Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya
"Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." -Shahenshah
"Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath; Baazu par hai saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu coolie ka aur naam hai Iqbal." -Coolie
"Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha." -Kaaliya
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." -Don
"Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." -Laawaris
"Tumhara naam kya hai, Basanti?" -Sholay
"Daaru peene se liver kharab ho jaatha hai." -Satte pe Satta
"Eh Caancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hattha hai?" -Agneepath
"Lekin woh aayee kyon nahin?" -Naseeb
"Mukhtaar Singh ka naam suna hai?" - Kaalia
"Mai aur meri tanhaai - aksar ye baatein karte hai...." -Silsila
"Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." -Shakti
"Pain is my destiny and I can't avoid it." -Kaala Patthar
"Mai feke hue paise ko nahi uthatha." -Deewar
"Jo mard hota hai, use dard nahi hota." -Mard
"Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai." -Agneepath
"Zindagi ka tambu teen bambuo pe khadaa hai." -Sharaabi
‘Rishtey mein hum tuhmare baap lagte hai, naam hai Shahensha’- Amitabh Bachan in Shahensha.
English is a veery phunny language’- Amitabh Bachan in Namak Halal
Ye police station hai, tumhare baap ka ghar nahin’ - Amitabh Bachan in Zanjeer
~`~`~`~`~` Sholay '~`~`~`~`~`
‘Hum angrezon ke zamaane ke jailor hai’ by Asrani
--------
GABBAR - Kitne aadami the ?
SAMBHA - Do, Sarkar..
GABBAR - Woh do the aur tum char, Phir bhi tum log wapas aa gaye...
Haramzado, Gabbar ka naam mitti main mila diya...
Iskee sazaa milegi, jaroor milegee...
----
GABBAR - Tera kya hoga, re Sambha ?
SAMBHA - Maine to aapka namak khaaya hai, Sarkar..
GABBAR - To aab goli bhi kha le...
------------
Dharmendra is up on top of the water tower threatening to commit suicide
and is very drunk. Down below there are many villagers watching the drama
unfold, and this classic situation involves two of these fine gentlemen -
G1, and G2.
Dh: Gaon vaalon, mein vahi karoonga jo Heer ne Ranjha ke liye kiya tha,
Romeo ne Juliet ke liye kiya tha - sosait, sosait, sossaait (suicide).
G1: Arre bhai, yeh sossaait kya hota hai?
G2: Arre bhai, jub ungrez marte hain, to usey sossaait kehte hain!!!!
----------------
Dh: When I die, Police coming. Police coming, Buddiya going jail. In jail, Buddiya Chakki Peesing and Peesing and Peesing....
G1: Are bhabhi, jara haan kar do nan, Yeh to marne ja raha hai.
Basanti's mother: Are kaise haan kar doon, Dinanath ji!!.
G1:To phir usay marne dogi kya?
B's m: Accha theek hai, Veeru, Main thaiyar hoon.
Main thaiyar hoon!!.
Dh:Are thumse kown shadhi karega buddiya, main tho Basanti se shadhi karna chahtha hoon.
Basanti: Veeru, main bhi thaiyar hoon.
Dh: Chalo, Basanti thaiyar hai. Buudiya bhi thaiyar hai,
Main neechay uthartha hoon.
-----------------------
Amitabh Bachchan: Nazar utha ke dekh Gabbar. Tere sar pe maut mandalaa rahee hai!
----------------
Amitabh Bachchan to Hema Malini: "Tera naam kya hai, Basanti?"
this should be followed by "Mera naam Basanti hai !!"
then amitabh says in his typical style: "Pehli baar suna"
~`~`~`~`~` Namak Halaal ~`~`~`~`~`
Ranjeet: Yeh sab to theek hai, magar angrezi vangrezi aati hai ya nahi.
Amitabh: E lo kar lo baat. Are aisi angrezi ave hain ke I can leave angrez behind. I can talk english, I can walk english, I can laugh english, because english is a funny language. Bhairon becomes barren and barren becomes Bhairon because their minds are very narrow. In the year 1929 when India was playing Australia at the melbourne stadium Vijay Hazare and Vijay Merchant were at the crease. Vijay Merchant told Vijay Hazare. look Vijay Hazare, this is a very prestigious match and we must consider it very prestigiously. We must take this into consideration, the consideration that this is an important match and ultimately this consideration must end in a run.
Ranjeet: O.K., O.K.
Amitabh: In the year 1979 when Pakistan was playing against India at the Wankhade stadium Wasim Raja and Wasim Bari were at the crease and they took the same consideration. Wasim Raja told Wasim Bari, look Wasim Bari, we must consider this consideration and considering that this is an important match we must put this consideration into action and ultimately score a run. And both of them considered the
consideration and ran and both of them got out.
Ranjeet: O shut up.
Deewar
"Sauda karna to aapko nahin aata, aap is building ke liye dus lakh bhi zyada maang lete, to bhi main kharid leta. Yeh building meri maa ke liye ek tohfa hai."
"Haan, main sign karoonga, lekin main akele sign nahin karoonga, main sabse pehle sign nahin karoonga. Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye leekh diya tha..ye.. Uske BAAD, us ke baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga."
"Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah haqeeqat ki chattanon se takrakar toot jaate hain."
Trishul
"Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon."
"Main paanch lakh ka sauda karne aya hoon, aur mere jeb me panch phooti kaudi bhi nahin hai!"
"Jisne pachees saal se apni maa ko thoda thoda marte dekho ho, use maut se kya darana?"
"Aur aap, Mr R K Gupta, aap mere najayaz baap hai. Meri maa ko aap se chahe zillat aur beizzati ke siva kuch na mila ho, lekin main apni maa, usi Shanti ki taraf se aap ki saari daulat vapas lauta raha hoon. Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin maine aap se jyaada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta."
"You are right, Mr R K Gupta, yeh contract mujhi ko milegi. Aur haan, mere banaye hue colony mein agar aapko ghar chahiye, to taqalluf mat kijiyega, makaan aap ko mil jayega."
Sharabi
"Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho."
"Zindagi ka tambu teen bambuo pe ***** hai."
"Do aansoo is aankh se gire, phir do us aankh se. Phir do is aankh se, do us aankh se. Phir do is aankh se, do us aankh se. Kitne huye?...Nau lakh ke haar ke liye, barah lakh ke aansoo? Daddy hote to kehte: Vijay, tumhe business karna nahi aata?"
Muqaddar Ka Sikander
"Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain."
"Aur waise hi, main is ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge Sikandar ne apne ilake me usey mara."
Kaalia
"Waqt ki bisaat pe kismat ne jo mohre bichaaye the, unka rukh palat gaya."
"Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahin se shuru hoti hai."
"Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai, jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha."
"Kallu se Kaalia ka safar shuru."
Shahenshah
"Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah."
Coolie
"Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saathsau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal."
"Jiske seene mein dil hi nahin, usse dil ka daura kya padega?"
Don
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai."
Laawaris
"Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa."
"Apun woh ***** ki dum hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun sidha nahin hota!"
Kala Pathar
“ Pain is my destiny and I can't avoid it"
Chupke Chukpe
"Jis tarah gobhi ka phool, phool hokar nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota"
Namak Halal
"I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow."
Shakti
“Narang saab, yeh kaam koi bhi insaan akele kar sakta tha, basharte ki use bhi meri hi tarah yeh pata hona chahiye ke woh is duniya mein akela aaya hai aur akela hi jaayega, isliye agar usey kuch karna hai toh woh bhi akele hi karna hoga."
"Hamare desh mein kaam dhoondna bhi ek kaam hai."
Mard
"Jo mard hota hai, usey dard nahi hota."
"Tumhara naam kya hai, Basanti?"
"Ghadi ghadi drama karta hai, saala."
Silsila
"Main aur meri tanhaai -- aksar ye baatein karte hai...."
Kabhi Kabhie
"Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai."
Satte Pe Satta
"Daaru peene se liver kharab ho jaata hai."
Agneepath
"Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal..."
"Yeh telephone bhi ajeeb cheez hai -- aadmi sochta kuch hai, bolta kuch hai aur karta kuch hai."
"Pagar badao... pandrasau rupiye me ghar nahin chalta, saala imaan kya chalega?"
Major Saab
"Don't mess with the army."
Sooryavansham
"Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni jyoti hai, dushmanon ke liye utni hi jwala. Bhoon dalo is kambaqt ko."
-----------------------------------------------------------------------
###Others :####
~`~`~`~`~`Mughal-e-Azam'~`~`~`~`~`
-Anarkali, Salim ki mohabbat tumhe marne nahin degi aur hum tumhe jeene nahin denge
-------
-at the end of 'bait-baazi' qawali, when salim presents first flower to bahar, and to Anarkali 'kaante' – "lo Anarkali tumhare hissey mein yeh kaante aaye hai" Anarkali responds, "Zah-e-naseeb! Kaanton ko murjhane ka gham nahin hota"
-----------
-Taj unke kareeb nahin hota jinke kareeb khauf hota hain
------------
-Hamara Hindustan koi tumhare dil nahin hai laundi jispar hukumat kare
-Toh mere dil bhi aapka Hindusthan nahin hai, jo aap uspar hukumat kare
--------------------------------------------------
Pushpa I hate tears’ - Rajesh Khanna in Amar Prem
Mogambo khush hua’- Amrish Puri in Mr. India.
Jaani ye chakoo hai, lag jaye toh khoon nikal aata hai’- Raaj Kumar in Waqt
Saara shehar mujhe LOIN ke naam se jaanta hai’- Ajit in Kalicharan
Baaalmmma, main ik nanha sa chota sa pyala sa bachcha hoon’ -Shakti Kapoor in Chaalbaaz.
'Ki..Ki..Ki..Kiran’- Shahrukh Khan in Darr
‘I am aaa Baaad Man’- Gulshan Grover in Raam Lakhan
2006-12-07 22:19:55
·
answer #6
·
answered by jimit 2
·
0⤊
1⤋